Akela
Kabhi-kabhi main akela hota hoon
Kabhi-kabhi main akela rota hoon
Kabhi-kabhi teri yadein aati hai
Kabhi-kabhi kudh se batein karta hoon
Main meri, tanhayi kahin
Rehti akele main
Woh chandini chupi kahin, badal main
Dil Main, batein kahi
Jo keh na sakein
Tum sunoge kya
Toh main kehdu
Yaa!! Gully chali-gully chali
Kamrein se mere, keli chali – keli chali
Wo shawty, gully chali – gully chali
Kamrein se mere, keli chali – keli chali
Yo! I was left out
Do (2) saal beet gaye bas betha hoon
Alag nazar se zindagi ko dekha hoon
Rishte badalte sabke jabna paisa ho
Mausam ab saaf nai hai
Ab hum kisi ke kaas nahi hai
Its 2025
Purani batein yaad nahi hai
Jeena nahi past main
Ye gaana mera akhiri hai
Pyaar toh karta hoon par
Pehli wali baat nahi hai
Karte galti aur usi se toh seekte hai
Phir wo galti ko panno pe hum likte hai
Phir wo galti banjati hai humara sabak
Phir wo galti na karti dubara **** up
Yaa, gaana mei main likta jo bhi story hai meri
Ye verse nahi hai dilse batein chori hai maine
Is kalam ko pata hai kitne dard dekhe humne
Kitne zakham barre humpe
Bhi rab tu batadein, yo
Likke nahi ye gaane kabhi fame keliye
Woh fame jo yaha pe kudhko bejke mile
Is kalam ko chalane ka bas ek hi hai irada
Ban jaun main sawera, ye andere keliye
Mehnat karu pasino main,
Haseeno main nai
Main gandhi pheku casino main,
Kamino main nahi
Kuch bachcho kar rahe diss
Reh gaye colony main bhai
Inse ho raha nahi hai mehnat
Aur dosh humhi ko hi bhai
Waste karoon time apna namuno main nai
Sapna mera high rakhna maiyon ko nai
Choona mujhe sky rehna jameeno main nai
Sapna hoga pura ek din laminio ke, ah
Kabhi-kabhi main akela hota hoon, phir
Kabhi-kabhi teri yadein aati hai
Main meri, tanhayi kahin
Rehti akele main
Woh chandini chupi kahin, badal main
Dil Main, batein kahi
Jo keh na sakein
Tum sunoge kya
Toh main kehdu
Gully chali-gully chali
Kamrein se mere, keli chali – keli chali
Wo shawty, gully chali – gully chali
Kamrein se mere, keli chali – keli chali
Leave a Reply