Ek Safar
Mushibaton se door
Main in wadiyon kho sa gaya…..
Ya chalo-chale ek safar main
Hum aur tum, nadiyon ke kinare
Ye tum nai toh hum nahi hai
Lekin tumse hi toh hum wahi hai
Main chala safar pe
ghar se door, befikar main
Duniya hai samne aur main shikar pe
Rangili sab kuch karuj kar ye
Main in badalo main Khojaun
Ish samandar ka ho jaun
Yeh parwato ke piche
Yeh asmano ke niche
Phool ke bagiche main sojaun
Dekho chand-sitare-samandar kinare
Main ro jaun
In hawaon main hum aur
Phoolo ke rang behti nadiyon ke
sang ho jaun
Choro na kal ki batein
Tumko jo hi sataye
Sunera din hai aaya
Bhulo na kali ratein
Pareshaniyon ko piche choro
Naya safar sa hai ye
Kal ho na ho magar
Dil befikar sa hai ye
Ye chalo-chale ek safar main
Hum aur tum, nadiyon ke kinare
Ya tum nai toh hum nahi hai
Lekin tumse hi toh hum wahi hai
Ya ya…
I’m from the kito
Phoola pine rani chote samne aake betho
Smile rekho face pe
Jo man main aaye kehde
Mushkil hai hazar
Muh chora karke sehlo
Nadiyon ki tarah samandar main aake behlo
Yo, main aaya hoon door
Dhundne ko noor
Pareshan tah bohut
Ha main tah mazboor
Lekin ab dard nahi hai
Past ko bhula de aane wala kal sahi hai
Burai karenge parantu ese log kahi hai
Kush rehna kudh se
Tumhari jegah wahi hai
Hum kaun hai – hum kya hai
Hum jante hi nahi hai
Yeh pyaar ek tarfa hai
Hum mante hi hai
Yeh pyaar ek tarfa hai
Hum mante hi hai
But gone is gone
Wapas ayega na koi
So be in your zone
Daya dikaigi koi bhi
So be your own
Duniya dikaigi tab bhi tere pas kaun
Tere pas phone aur uske kuch song
Abhi past ko chor
Buddy just move on
Ye chalo-chale ek safar main
Hum aur tum, nadiyon ke kinare
Ya tum nai toh hum nahi hai
Lekin tumse hi toh hum wahi hai
Ye chalo-chale ek safar main
Leave a Reply